mere rashk-e-qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya.... barq si gir gaii kaam hi kar gaii, aag aisi lagaaii maza aa gaya... jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan, chaandni muskuraaii maza aa gaya.... chaand ke saaey mein ae mere saaqiya, tu ne aisi pilaaii maza aa gaya... nasha sheeshe mein angraaii lene laga, bazm-e-rindaan mein saaghar khanakne lage.... maikade pe barasne lagiin mastiyaan, jab ghata ghir ke chaaii maza aa gaya.... behijaabana woh saamne aa gae, aur jawaani jawaani se takra gaii....
#1
Aise lehra ke tu rubaru aa gayi
Aise lehra ke tu rubaru aa gayi
Dhadkanein betahasha tadapne lagi
Dhadkanein betahasha tadapne lagi
Teer aisa laga, dard aisa jaga
Teer aisa laga, dard aisa jaga
Chot dil pe woh khayi maza aa gaya
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar toone pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Josh hi josh mein, meri aagosh mein
Aake tu jo samayi maza aa gaya
Mere rashke qamar toone pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi yeh meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi yeh meri
Aaj sehraon mein ishq ke gaanv mein
Aaj sehraon mein ishq ke gaanv mein
Barishein ghir ke aayin maza aa gaya
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar toone pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Ranjha ho gaye, hum fanaa ho gaye
Aise tu muskurayi maza aa gaya
Mere rashke qamar toone pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Bark si gir gayi, kaam hi kar gayi
Bark si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya.
#2
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere had se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
Kyun har subah tu meri saanse mein samaaye na
Aa jaana tu mere paas dunga itna pyar main
Kitni Raat guzaari hai tere intzaar mein
Kaise bataaun jazbaat yeh mere
Maine khud se bhi jyaada tujhe chaaha hai
Sab kuchh chhod ke aana tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyaar mein tere had se guzar jana ahi
Itna pyaar kisi pe pehli baar aaya hai
Bheege bheege tere lav mujhko kuch kehte hain
Dil hai khush mera ki khyaal ek jaise hain
Roko na ab khud ko yun sun lo dil ki baat ko
Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
Kitna haseen yeh lamha hai
Kismat se maine churaaya hai
Aaj ki raat na jaana tu, sawan ayaa hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana ahi
Pyar mein tere had se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai